Festival Mood
Aaj khushi ka din hain aaya😃 Braj me mach rhi dhum🎊 Radhe chali shyama nagri🏡 Lekr prem bharpur😍 Or kya kh rhi h Shyam naam ki mahandi racha kar🙆 Ghunghat me sharmaungi👸 Bankar dulhaniyaan shyam piya ki💑 Braj nagri ab jaungi🏡 Aaj kain pawan din pr main to🎊 Shyam kain rang main rang jaungi😍 Karwa chauth ka vrat main kholkr😘 Pani unke hathon se pikr aaungi💙 Din bada suhana aaj ka🙏 Haryali hain charo or💚 Aaj kain din main saj dhaj kain🙆 Chand niharan jaungi🌚 Ek chand se duje chand tk safar pura kr aaungi🌜🌛 Happy Karwa chauth from RadheKrishna Family❤