Festival Mood
Aaj khushi ka din hain aaya😃
Braj me mach rhi dhum🎊
Radhe chali shyama nagri🏡
Lekr prem bharpur😍
Or kya kh rhi h
Shyam naam ki mahandi racha kar🙆
Ghunghat me sharmaungi👸
Bankar dulhaniyaan shyam piya ki💑
Braj nagri ab jaungi🏡
Aaj kain pawan din pr main to🎊
Shyam kain rang main rang jaungi😍
Karwa chauth ka vrat main kholkr😘
Pani unke hathon se pikr aaungi💙
Din bada suhana aaj ka🙏
Haryali hain charo or💚
Aaj kain din main saj dhaj kain🙆
Chand niharan jaungi🌚
Ek chand se duje chand tk safar pura kr aaungi🌜🌛
Happy Karwa chauth from RadheKrishna Family❤
Braj me mach rhi dhum🎊
Radhe chali shyama nagri🏡
Lekr prem bharpur😍
Or kya kh rhi h
Shyam naam ki mahandi racha kar🙆
Ghunghat me sharmaungi👸
Bankar dulhaniyaan shyam piya ki💑
Braj nagri ab jaungi🏡
Aaj kain pawan din pr main to🎊
Shyam kain rang main rang jaungi😍
Karwa chauth ka vrat main kholkr😘
Pani unke hathon se pikr aaungi💙
Din bada suhana aaj ka🙏
Haryali hain charo or💚
Aaj kain din main saj dhaj kain🙆
Chand niharan jaungi🌚
Ek chand se duje chand tk safar pura kr aaungi🌜🌛


Comments
Post a Comment