NandLala🙏
Hamare Pyare Shyam!!! Krishna inka naam🙏 Gokul inka dhaam🏡 Nand k hain ye laala 👬 I nhe pukare sb nand laala💃 Yashoda devki inki mayaa 🙏 Aise hamare krishn kanhaiya 🙌 Radha se ye krtein pyaar ❤ Gopiyon sang ye kare raas😃 Makhan mishri inhe h pyaare 😊 Aise pyare krishn hmare👫👭👬 Ghr ghr main ghuss jatein h🏡😄 Makhan chori kr aatein h😘 Haath kissi k na aatein h 😁 Gopiyon ko tarsaatein h 😋 Radha bulayee dode dode chale jatein h😍😍 Fir baith kr ghnton batyatein h 😜😜 Kuch unki suntein h kuch apni btatein h😎 Aise pyaare dulaare hamare shyaam 😍 Hm sbka inko pranam.🙏 🙏🙏

Comments
Post a Comment